Yun to khwabon me
kitne hi aati hai magar
yun to khyalon me
kitne hi chhati hai magar
jab se dekha hai tujhe
tu hi tu aati hai najar.
Jane kaisa kiya tune jadu
jane kaisa hua mujhpe asar
khoya khoya sa rahta hun
ho gaya mai bilkul bekhavar.
Anjane hi chal para mai
ek anjana dagar
bina soche hi nikal para mai
dhundhne chahat ka shahar.
Dubta hi gaya mai
teri chahat me is kadar
yadon me rahne lagi mere
tum pahar do pahar.
Sanwarne laga mera
sunahre prit ka nagar
bana liya maine tujhe
ab to apna hamsafar.
kitne hi aati hai magar
yun to khyalon me
kitne hi chhati hai magar
jab se dekha hai tujhe
tu hi tu aati hai najar.
Jane kaisa kiya tune jadu
jane kaisa hua mujhpe asar
khoya khoya sa rahta hun
ho gaya mai bilkul bekhavar.
Anjane hi chal para mai
ek anjana dagar
bina soche hi nikal para mai
dhundhne chahat ka shahar.
Dubta hi gaya mai
teri chahat me is kadar
yadon me rahne lagi mere
tum pahar do pahar.
Sanwarne laga mera
sunahre prit ka nagar
bana liya maine tujhe
ab to apna hamsafar.
~~^~~^~~^~~^~~^~~^~~^~~^~~^~~^~~
No comments:
Post a Comment