Jane kyun ahsas ye
mujhpe hai chhai
jagti rahi sari rat mai
ek pal vi so nahi pai.
Karwaten badalti rahi
tumhari wat johti rahi
nayana thakti rahi
tumhari rah takti rahi.
Kyun tumhare intjar me
pal pal mai tarapti rahi
lamha lamha tere liye
ankhiyan sisakti rahi.
Itna na satao mujhe ki
sanse meri ruk jaye
itna na tarpao mujhe ki
mera dam hi nikal jaye.
Dil kah raha machal machal
ab to karib aa jao
mere pas aakar tum
mujhme sama jao.
~<>~~<>~~<>~~<>~~<>~~<>~
mujhpe hai chhai
jagti rahi sari rat mai
ek pal vi so nahi pai.
Karwaten badalti rahi
tumhari wat johti rahi
nayana thakti rahi
tumhari rah takti rahi.
Kyun tumhare intjar me
pal pal mai tarapti rahi
lamha lamha tere liye
ankhiyan sisakti rahi.
Itna na satao mujhe ki
sanse meri ruk jaye
itna na tarpao mujhe ki
mera dam hi nikal jaye.
Dil kah raha machal machal
ab to karib aa jao
mere pas aakar tum
mujhme sama jao.
~<>~~<>~~<>~~<>~~<>~~<>~
No comments:
Post a Comment