Sparsh kya hua aapka
dil me halchal macha gaya
madhur sparsh aapka
man me sargam baja gaya
mulayam sparsh aapka
komal ahsas jaga gaya
kshanik sparsh aapka
naya khwab saja gaya
aanshik sparsh aapka
nai chahat badha gaya
halka sa wo sparsh
ang ang me sama gaya
thora sa wo sparsh
meri ninde ura gaya
ik lahma sparsh ka
mere dil ko va gay
ik hi pal sparsh ka
man me chha gaya
kyunkar sparsh aapka
mujhe diwana bana gaya
shayad sparsh aapka
mujhe pyar sikha gaya.
--*--*--*--*--*--*--*--*--*--*--*--*--
dil me halchal macha gaya
madhur sparsh aapka
man me sargam baja gaya
mulayam sparsh aapka
komal ahsas jaga gaya
kshanik sparsh aapka
naya khwab saja gaya
aanshik sparsh aapka
nai chahat badha gaya
halka sa wo sparsh
ang ang me sama gaya
thora sa wo sparsh
meri ninde ura gaya
ik lahma sparsh ka
mere dil ko va gay
ik hi pal sparsh ka
man me chha gaya
kyunkar sparsh aapka
mujhe diwana bana gaya
shayad sparsh aapka
mujhe pyar sikha gaya.
--*--*--*--*--*--*--*--*--*--*--*--*--
No comments:
Post a Comment