Socha tha sath se tumhare
tanhaiyan kam hogi meri
par kya pata tha ki
tanhai me dub hi jayegi
ye jindgi meri.
Socha tha sath se tumhare
koi sahare banegi meri
par kya pata tha ki
asahay si ho jayegi
ye jindgi meri
Sochaa tha sath se tumhare
kadmen tej hongi meri
par kya pata tha ki
shithil si ho jayegi
ye jindgi meri.
Socha tha sath se tumhare
jindgi sanwar jayegi meri
par kya pata tha ki
bilkul hi ulajh kar rah jayegi
ye jindgi meri.
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*
tanhaiyan kam hogi meri
par kya pata tha ki
tanhai me dub hi jayegi
ye jindgi meri.
Socha tha sath se tumhare
koi sahare banegi meri
par kya pata tha ki
asahay si ho jayegi
ye jindgi meri
Sochaa tha sath se tumhare
kadmen tej hongi meri
par kya pata tha ki
shithil si ho jayegi
ye jindgi meri.
Socha tha sath se tumhare
jindgi sanwar jayegi meri
par kya pata tha ki
bilkul hi ulajh kar rah jayegi
ye jindgi meri.
*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*