4 Jun 2012

Khatm hota khwab...


Dur se jab tu dikhi to
aankhon me kitne
khwab saj gaye.
Tu jo itne pas hui to
man ke sare
arman machal gaye.
Tu jo dur hui to
yadon ke karwan
nilak pare.
Intjar karte jab
tu na aayi to
dil ke sare
sapne bikhar gaye.

*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*-*

No comments:

Post a Comment