Kal ka wo khwab
aaj hakikat ban gaya
kal jo dur dur sa tha
aaj karib ho gaya.
Adhuri thi jo khwaishen
aaj puri ho gayi
man ki thi jo aashayen
aaj puri ho gai.
Pal pal tarpi thi
jis pyar ke liye
aahista aahista use
apne dil me basa liya.
Sare riwajon ko tor use
apne bahon me sama
janam janam ke liye ab to use
maine apna bana liya.
*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*
aaj hakikat ban gaya
kal jo dur dur sa tha
aaj karib ho gaya.
Adhuri thi jo khwaishen
aaj puri ho gayi
man ki thi jo aashayen
aaj puri ho gai.
Pal pal tarpi thi
jis pyar ke liye
aahista aahista use
apne dil me basa liya.
Sare riwajon ko tor use
apne bahon me sama
janam janam ke liye ab to use
maine apna bana liya.
*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*^*
No comments:
Post a Comment